Intro A D9 E A (X2) Verse E A Aisa dekha nahi khoobsurat koi E A Jism jaise Ajanta ki murat koi A E Jism jaise nigahon pe jadoo koi A E Jism nagma koi jism khushboo koi D9 A Jism jaise mehakti hui chandni D9 A Jism jaise machalti hui ragini A D9 Jism jaise ke khilta hua ik chaman A D9 Jism jaise ke suraj ki pehli kiran A D9 Jism tarsha hua dilkasho dilnashin A D9 E Sandli sandli marmari marmari Chorus A D9 A Husane jaana ki tareef mumkin nahi A D9 A Husane jaana ki tareef mumkin nahi A D9 A Afreen afreen afreen afreen A D9 E Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin A D9 E A Afreen afreen afreen afreen Verse E A Chehra ik phool ki tarah shadaab hai E A Chehra uska hai ya koi mehtaab hai A E Chehra jaise ghazal chehra jaane ghazal A E Chehra jaise kalli chehra jaise kanwal D9 A Chehra jaise tasavur bhi tasveer bhi D9 A Chehra ik khaab bhi chehra tabeer bhi A D9 Chehra koi aliflailvi dastaan A D9 Chehra ik pal yakeen chehra ik pal gumah A D9 Chehra jaisa ke chehra kahin bhi nahi.. A D9 E Mahrooh mahrooh mehjabin mehjabin Chorus A D9 A Husane jaana ki tareef mumkin nahi A D9 A Husane jaana ki tareef mumkin nahi A D9 A Afreen afreen afreen afreen A D9 E Tu bhi dekhe agar toh kahe humnashin A D9 E A Afreen afreen afreen afreen